tree

Nowadays everyone is busy in their own life.......
But in sab me thoda Sa time unke liye bhi nikl le jinko reality me hmari jarurt h....
They don't have leg to run.... Thay don't have mouth to spoke........
But they want ur help..... They need us.... N we need it also..... 
Plz #save #the #tree..... #save #the #earth..
acha lage to share jarur karna or logo tak ye chhota Sa bat bahut important baat jarur pahuchana.....
.

MAA

Ek Post MAA ke nam

Maa ek esa khubsurat word jiska sara world hi unke bachche hote hai.....
 jinke hasne or udasi dono karan unke bachche hi hote hai.......
            sirf MAA hi to esi hoti hai jinse unke bachcho ka rishta birth k 9 month pahle hi start ho jata hai, or baki sare rishte bhi to maa k karan hi jud pate hai...........
            "THE DAY WHEN YOU BORN ITS FIRST AND LAST DAY WHEN YOU CRY AND YOUR MOTHER CAN SMILE"
            maa hmare bachpan me khud bachchi ban jati h sirf hume smjhne k liye, hmare age piche bhagti hai hame khana khilane k liye.....
 kabi dat bhi deti hai gusse se to hmse jada khud roti hai..........................
                             hmari sari bate humse jada wo samjhti hai, duniya me sayd hi esa koi hoga jo hmko hmare MAA se jada pyar kare.........
 hmari khusi jiske liye sabse important hoti hai............
 kabi kabi hmare liye papa se bhi ld jati hai esi hoti hai MAA.

Relationship

मुश्किल में है इंसान, खुली हवा से धरती मुस्कुराई है, अब जा के कही धरती को,  सुकू की सांस आई है।।।

thought