Ek Post
MAA ke nam
Maa ek esa khubsurat word jiska sara world hi unke bachche hote hai.....
jinke hasne or udasi dono karan unke bachche hi hote hai.......
sirf
MAA hi to esi hoti hai jinse unke bachcho ka rishta birth k 9 month pahle hi start ho jata hai, or baki sare rishte bhi to maa k karan hi jud pate hai...........
"THE DAY WHEN YOU BORN ITS
FIRST AND LAST DAY WHEN YOU CRY AND YOUR MOTHER CAN SMILE"
maa hmare bachpan me khud bachchi ban jati h sirf hume smjhne k liye, hmare age piche bhagti hai hame khana khilane k liye.....
kabi dat bhi deti hai gusse se to hmse jada khud roti hai..........................
hmari sari bate humse jada wo samjhti hai, duniya me sayd hi esa koi hoga jo hmko hmare MAA se jada pyar kare.........
hmari khusi jiske liye sabse important hoti hai............
kabi kabi hmare liye papa se bhi ld jati hai esi hoti hai
MAA.